Bhakt- Baba mujhe santaan nahi hai.
Baba- Last baar samose kab khaaye the?
Bhakt- Kal khaye the baba.
Baba- Akele khaye the ya kisi ke saath khaye the???
Bhakt- Akele khaaye the baba
Baba- Beta! Usi kaaran to kripa ruki hui hai, patni ko bhi khilao, aur padosano ko bhi khilao kripa aani shuru ho jayegi….
Nirmal Baba: Bachhe Nahi ho Rhe,
Baba ki jay ho lootne main